mehrama new hindi song 2020 lyrics love ajj kal by darshan raval and antara mitra



aahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil lagaa
Kaisa samajhdaar hai

Main na pohchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hooni
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata



Song – Mehrama

Post a Comment

HELLO USERS THIS IS OUR EFFORT TO PROVIDE YOU BEST IN ONE PLATEFORM PLEASE LET ME KNOW HOW YOU FIND THIS WEBSITE YOUR COMMENT WILL ENCOURAGE US TO BUILT AN AWESOME CONTENT

PLEASE COMMENT DOWN YOUR FEEDBACK